Wah! Wah! Sher
Masoom mohabbat ka bus itna fasana hai,
kaagaz ki haveli hai,barish ka zamana hai,
kya shart-e-mohabbat hai,kya shart-e-zamana hai,
aawaz bhi jakhmi hai, or geet bhi gaana hai,
us paar utarne ki ummeed bahut kam hai,
kashti bhi purani hai, tufaan ko bhi aana hai,
samjhe ya na samjhe wo andaz mohabbat ke,
ek shaks ko aankho se ek sher sunana hai,
bholi si ada koi phir ishq ki zidd par hai,
phir aag ka dariya hai, or doob ke jana hai!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
-------------------------------------------
Mana ki aaj hum akele reh gaye,
Judai ke aasu aankho se beh gaye,
Rote rahe kon chup karayega hume,
Jo chup karate the vo hi rone ko keh gaye..

Comments